Friday, May 2, 2008

Sholay Quiz???

1. basanti ramgad ke kitne rupaye leti thi?

2. basanti aur kahan ki sabari leti thi aur kitne rupaye?

3. thakur ki dono beta, dono bahu, beti, pota ka naam?

4. gabbar ka baap ka naam?

5. jub gabbar ko pehli baar saja hoti hai, koun koun si dafayein lagti hai?

6. jai, veeru ki gaadi ka number?

7. Imam saheb ka beta ka naam aur uska mamu ka naam kya tha. Mamu kahan rehta tha aur kahan kaam karta tha?

8. Radha ka baap ka naam kya tha aur uski saheli ka naam kya tha?

9. basanti kiske shaadi mein naachi thi?

10. gabbar ko maal suply koun karta tha?

11. Post man ka naam kya tha?

12. Asrani ki Jail mein AB n Dharmendra ki uniform ka number kya tha?

13. How many times in the entire movie does Jai speak to Radha?

Popular Posts